Yeh hai IPL Ghotala

IPL Cricket and Commerce: An Inside StoryBy - M K Gupta


Yeh hai IPL Ghotala
Jisse pada hamara pala
Kahan se paisa aaya
Kisne kitna banaya
Kitna tax chukaya
Kitna tax churaya
Yeh khel hai yaa jua
Koi naa jaan paya
Kya Mantri bhi hai shaamil
Ab hogi iski tasdik
Aagar nikale to kya sarkar bachegi
Banaakar koi bahaana
Yaa padega isko jana.

Labels: , ,